Refund & Cancellation Policy
Last updated: 10 Nov 2026
Hamare sabhi products digital downloads hain (Excel/PDF files). Payment ke turant baad file download ke liye mil jaati hai, isliye download ke baad refund ya cancellation nahi hota.
In haalaat mein hum madad karenge
- Payment hua par file / download link nahi mila
- File corrupt hai ya khul nahi rahi
- Ek hi order ke liye do baar payment kat gaya
- Galat product mil gaya
Aise mamle mein 7 din ke andar payment ID ke saath WhatsApp ya par likhiye. Hum sahi file denge, ya double payment ki raashi original payment method par refund karenge (bank ke hisaab se 5–7 working days).